To main saanp, nyi vyakti
Lekin wo khud hi badal gyi
Bharosa wo todkar chli gyi
Main pagal hun lgra hai mitha bahut
Sheher mein ghume hum kaafi
Har ek konse ghutra hai saans bahut
Raaton mein khwaab jo aate the
Unse ab lagra hai darr bahut
Tasveerein to krdun delete
Dil mein utri hai teri aankhein bahut
In aankhon ko kaise utaarun
Un waadon ko kaise bhulaadun
Jin haathon mein haath mera tha
Un saari lakeeron ko kaise mitadun
Sunaake kahaani main apni gham ko
Kal hi rulaake hun aaya haan
Ab photo se baatein hain hori
Tanhaayi se dosti hai puri
Raaton ko jaagke krta hun yaad
Din mein khwaabon mein wohi
Ab nashon se krli hai duri
Ab raaton ko baithke krna nhi yaad
Kyonki khaali hai neend ki goli
To main saanp, nyi vyakti