So umm, do I really gotta do this tho
So umm, like, I was alone on the streets
Didn't matter the difference tho
My nights panned out just as crazy as my thoughts did
I remember this conversation that I had with my resemblance
Like uhh, myself you know
Maybe if I didn't fight with myself so much
Uhh, you know, intoxicated and aloof so much
Maybe then she'd hear clearly
Andhera raat khatam na mujhe neend nahi aaya hai
Saath kisi ka na tha, dard ne aisa haqq jataaya hai.
Manzil sacchai mein basta umeed mera hi rasta
Imaandaari pe main datta raha, khuda phir bhi hasta hai
Ikk haath main pyaari thi, aur doosri mein sawaari thi
Kaske pakda maine, uske jaane ki jab baari thi
Roya-soya nahi abb khud ka katal
Harr pal ladai mein thaam-ta mera haath abb kalamkari hi
Soch mein basi duniya se darta raha
Kutte tere mazze pe main marta raha
Phir se nahi hona mujhe khud hi khud mein band
Bhand zindagaani mein tu mujhe khodta raha
Chal phuddu dekh abb tere darr pe kaun hai aaya
Phat ti hai teri jab tu jaane mera saaya
Bhand mera hona jo bhi hua sabb hai maya
Sachaai ke shagun ke vaaste ahankaar hoon laaya
Ahankaar tu na jaane na tu jeeta kabhi vaar hai
Haarna tera aadat par tu na zimedaar hai
Bandi pe tu marta lagta usse tu bezaar
Bade alag dukh hai tere, usska lagaaya bazaar hai
2017, hum pade the nashe mein
Wajah tu na bataaya ki kaise hum bache the
Maut ke darwaaze pe muskurata raha
Bacche zindagi main teri phir bhi maarta raha
Peeth-peeche vaar na tu kar beta paap hai
Tune nahi seekha par dharam unka saanp hai
Khudaari ka kissa mujhe mat tu sikha
Iss jung ka thor aur vijeta tera baap main
Bandi ka tha ghamand usse bana tera art
Tere kaayari se shaayari ko kiya maine start hai
Yaadon ke kitaabon se nikaal teri challi
Fucker sunn meri baat get her out of your gully
Agar Goku hai tu, mera naam rakh le Vegeta
Sikhaaya main tujhe parr tu bhi nahi seekha
Kabhi tujhe neecha koi dikha na sake
Saale mera tujhe aukaat yaad dilaane ka tareeka
Fittrat hai meri maine khud ko haraana hai
Izzat Ka toh kya, maine mehnat se kamaana hai
Kahaan se tu laya hai ye nidar-ai-jigar
Fuck it mask-off hai ye hume ekk jisamm se jaana hai