Le chal mujhe waapis, unn yaaron ke beech
Doo main apna misaal, meri baaton se seekh-te nahi
Raay jaayaz hai unka jisne dikhaya ho saahas
Kaagaz bhavishya na kehlata humaara
Yaar hai sahi, yaar hai nahi
23 saal lag gaye, dekha kaun nakali
Nakaamyabi, jissne diya mera saath
Dhanyavaad, abb suno meri baat
Graduating, yeah we graduated
2018, jabb khaaye the woh kasam
Nahi hote abhi hazam parr lagte the woh asal
Hustle! Karo apna aashay safal
Kasam the aur vaade the hazaar
Bhai kehke koi karta nahi nisaar
Par main, unn bhaiyo ke naam jinhe diya mujhe kaam
Baron-vino, you know who you are
Issa fun-car vibe, you know what it is
Beds and bottles with an abyss, damn that bliss I miss
Reminisce, y'all plus me and that
810-810, it is what it is
To my queens, who have been
Rote-haste mere saath jab lambe tho woh raat
Khayaal rakho apna, rest is my assurance
Shoutout to ones with the life insurance
Kucch khaamiya hamaari, kucch unki
Kshama karo kripya karo karli kutta-giri kachara
Khush-kismat main, khushi tumpe jachta
Kabhi aaunga main vaapis, wahi scene hai machta