LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

vaar

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Haanjee haazir, Botal aur Bistar
Vaar hai ye, beta abb vaar hai
Khaa le tu ye, mooh pe tere maar hai
Dekh abb lagaaun main kaise, khoon ka bauchhar
Tu jo laya tere aansu abb jawaab mere bars hai
Khudse bhaagne ke bahaane, banaya hazar hai
Tujhe lagta tera dukh sirf tera hi bukhaar hai
Ghar mein kaid pade hum, duniya hai bimaar
Andhera raat hai tera, main hoon eclipse solar
Moonh na lagaana, haath na milaana
Aise niyam ke vaaste humein khud ko bachaana hai
Bacche chhod abb mujhe na hai tujhko haraana
Kami logon ki hai niyam kya, saapon ka zamaana
Jab haar hai maanna bande bante bhakt tab
Humne haar tha jaana, aise hue sakht tab
Thak gaya jeevan ne di maat tujhe kari
Khud se hi nafrat bacche, that is fucked up
Iraada nahi tha, mann-hi-mann mein khudko toda hai
Saath nahi tha kiska, maine humko joda hai
Halaat hai laaya humein iss gandi naali
Duniya kehte the jisse, usse vaar abb jaari hai
Vaar hai ye, jeevan abb vaar hai
Tujhme basta khuda aur baki sab bekaar hai
Jeetne se pehle humein jaanna tha haar
Ek aur baar suno awaam tumhe pesh mere bars
Raaz itne saare, koi samajh na sake
Laash hai pade, koi phudak na sake
Khuda parakh unko, na ho jannat mein koi farak
Sadak ka ho khayaal, aur kuch phatt na sake
Bhed-bhav hai zamaane ka sabse bada kaand
Lingo-rango ka hai SSSHHH! pandu lega teri gaand
Socha photo bhejke unki bani thi demand
Agar karam ka na hota, phir hota ghamasaan
Bacche jitna samjhega, utna hi tu bhuktega
Taaron mein jo mela laga, uddar hi tu atkega
Taaron waala sitaara latakta rahe
Usski mitti mein jo mitaaye nishaan koi nahi bakega
Akkal ki na kami, insaano ki kami hai
Sansaar ki haalat ke saath koi khel raha rummy hai
Nakali hai bohot, koi kare na bayaan
Iss mudde par kiya humne vaar aelaan hai
Ain't no peace
2020
Sachaai
Bars
Vaar

WRITERS

Mahesh Nathani

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Anger

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

Coarse Language

From This Artist