Haan chaand hai tu main roshini hu
Haan gehra ik samandar hai tu
Jo aa takre to mein kinara
Ye badal chayein sir pe aaye
Ye boonde gire jo tere chehre pe
Ye boonde gire jo tere chehre pe
Han chan chan karti ye payal tujhe bulaye sathiya
Ho dekhe jo khwab vo mujhko bhi dikhaye sathiya
Kadam se kadam chalne lage
Mausam bhi tujhme ye dhalne lage
Aj ye badal bhi ghere hue
Jaan lejaye na bataye ye sataye kya kare
Ye boonde gire jo tere chehre pe
Ye boonde gire jo tere chehre pe
Han mil tu kabhi tujhe itna bataye
Ke kya kya ye nazre churatin hai
Jab girti hai boondein ye chehre pe tere
Haan nadiyaan kinare koi kagaz kı kashti
Teraye hum tere hi hatho se
Tere khayalon main mann ke sawalon main
Uljhe se teri hi baato main
Han thoda likhde thoda gaye
Ye boonde gire jo tere chehre pe
Ye boonde gire jo tere chehre pe
Ye boonde gire jo tere chehre pe
Ye boonde gire jo tere chehre pe