Dil dhunde bas teri Panahein
Tere bare mein sochun main hardum
Sari duniya hai mera haal jaane
Bas teri hi samajh mein kyu na aaye
Dil ki betabi ab kisko hum sunayein
Ho gayi hai Mohabaat tumse
Sile labon se kar na paye
Meri aankhon mein pad lo tum
Kar lunga baatein tumse hazaaron par
Har safar suhana jo Humsafar tu hai
Hai Zaroori Sans sa wo Shaks tu hai
Ab dil ki Bekarari aur na bada tu
Ho gayi hai Mohabaat tumse
Sahara Sahara de de tu pyar ko mere
Sahara Sahara de de tu pyar ko mere
Ho gayi hai Mohabaat tumse