Andhi Ko Khali Panna Hi Dikhado
Kehte Hare Nile Baal Wali Deti Trauma
Uske Toh Baalo Mein Rang nhi Kaale Baal Mere Din Ko Bhi Kala Kia
Neele Ke Naam Pe Wo Nile Honth Uske Zeher Ka Natija
Bikhri Rooh Meri Jaise Wo Patisa
Marammat Chalu Kabhi Ruki Na
Zeher Mein Latpat Wo Keemti Nagina
Zeher Se Chaha Chutkara Par Chali Na
Khake Manega Nasha Paisa Aur Puss* Ka
Gayi Mari Mati Ha Pyaale Se Gira Madira
Pyaare Ki Durgati Ka Kissa Shuru
Kis Kis Ka Main Hissa Banu , Kiske Hisse Ka Chin Bhagu Mera Pet Katke Na Le Jaye Dayan Apni Cheel Si Ankhe Karu I'm At My House I'm At My Room Main Phir Bhi Daru Kaise Na Daru I Never Thought Jispe Tha Sabse Zyada Trust Wo Dhoka Bhi Degi Toh Kyu Tu Phir Se Shuru
Arre Pagal Hai Ye Khudse Hi Badbad Baate Kare Hamara Rishta Hadon Se Paree Kishto Mein Tuta Na Phir Se Jude Kitne Yaaro Se Rishte Chute Kitne Jotte Jaale Fir Bujhe Uske Hothon Se Hoth Mile Fir Bata Bane Wo Bita Kal Tha Par
Bechain Si Ankhe Khoon Mein Latpat Tuk Tuk Dekhi Jaye Tumhe
Rakshasni Kichat Humko Rukta Na Ye Jiya
Kiye Boura Sajjan Ko Khudhi Se Khudko Hi Gariyaiye
Soche Gariyae Mohini Ko Pishachini Ko
Thi Maut Nazdeek Par Dikhi Nahi
Pasand Hai chai Garam Mujhe Fikki Nahi
Wo Toh Cofee Person Peeti Fikki Coffee
Meri Meethi Boli Usse Jachi Nahi
Lucky Budyy Ki Bhi Lagi Padi
Jalaya Zinda Usse Thi Na Ladki Mili
Wo Thi Shakki Bohot Hum Bhi Shaki The Ji
Eklota Sa Hal Mujhe Mujhe Mila Yahi
Main Sanki Sa Sab Ko Lagta
Dhamki Deta Khule Aam Sunna
Koi Aas Paas Gya Bhi Zara Toh
Pukka Hai Uska Marna In Haathon Se
Phasse Hum Kaise Halaton Mein
Nashe Ko Dhanda Banalu Main
Ya Fir Ho Nashe Se Pyaar Nashe Hi Bane Vyaapar
Puff Pe Puff Aur Peg Pe Peg Kishto Mein Pyaar
Wo Aur Main Jaise Naruto Hinata ,
Phir Bana Yagami Death Note Pe Naam Aaya
Nakunn Chabata Darpok Banda Main Sekke Bonzzazza Ghamand Mein Rakh Karke Sabkuch Jalaya
Mohini Ko Har Jagah Tha Paaya , Wo Chalawa Ya Maut Ka Saya Zinda Rehte Mujhe Ghumaya Marne Baad Bhatkaya
Samajh Na Paya Ye Mohini Chahti Kya hai