Tujhmein yoon main hoon gumm
Mujhmein yoon tum ho gumm
Mujhmein yoon tum ho gumm
Tujhmein yoon main hoon gumm
Shaam ki gehrai se baat hone do
Raat na jaane kab aajaye ?
Hai sukoon sa mujhko teri chaanv mein
Tu hai toh dil mera muskuraye
Mujhmein yoon tum ho gumm
Tujhmein yoon main hoon gumm!