Mano mere aath haath aaye
Jitna kamalu us pal tak bahot hai
Fell into hell mujhe devil bulao
Mujhe hope deke fame paane ko mat banao
Kara tha ignore ab bhai mai tera how ?
I'm the one you ain't fighting
MIK(c)A naath thi maine SA ath diya rehne
Dikattien samne karun bite mera right hand
Maut swikaar ni I'm a founding titan
Lad lunga sbse even I had one eye
I want every fuckin thing
Mujhe hunger hai bars hai
Numb karu feel na feelings hai baaki
Stripper ke samne le raha ubaasi
Lakshan dikhne lage mujhme ek laash ki
Nikla kabar se , never goin back
Ugli jo aag ansun bane bhaap
Ab lakhon ke samne ye rex kaafi
Na chahiye weed na hennessy
Likhne me blessed tha janam se Mai thanks G
Tv show nahi dega tumhe legacy
Deti vibe meri har likhi recipe
Backbite kara hai kitno ne
Jinki mashuqa baithai maine Ghunto pe
Bas kehne ko sabd rehem hai
Meri mehnat ko kahe magic tha
Mai lada gira utha roz mara
Mai haar ke ghar nahi ja sakta
Mufasa ko ab nahi koi dikhta