LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Barsaat Lofi

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Suna hai bahot baarishe hai tumhare shaher mai zyada bheegna mat
Galat faimiya dhulgayi toh hum bahot yaad aayege

Jab hogi barsaat aayegi teri yaad
Jab hogi barsaat aayegi teri yaad
Hogi yeh aankhe num karlu main yeh fariyad
Jab bhi baarish aaye toh meri khawish jage
Jab bhi baarish aaye shehar tere yaad aayein
Tu suraj mera tu badal bhi hai
Tu lehro se takrata rahi bhi hai
Baho mein tere bhuladunga main sab kuch
Ye raatein meri teri aadhi si hai
Tu guzarish meri hai mar ke bhi hasil vo bazi meri
Tere mutabik sabhi main chalta hu raho mai kaate sahi
Tu guzarish meri hai mar ke bhi hasil vo bazi meri
Tere mutabik sahi main chalta hu raho mei kaate sahi
Jab hogi barsaat aayegi teri yaad
Hogi yeh aankhe num karlu mai yeh fariyad

Ab raato mein sota nahi par tu ja rahi toh roka nahi
Keh de na dhokha sahi par dil ko de na ek mauka sahi
Dil ab dhakdta nahi tere sadmein se ubharta nahi
Main kyu marta nahi tera baarish mein bhi dil pighalta nahi

Par ab ki baar ek hua kaamal barrishe aayi par aayi na yaad
Aayi satane voh chaukhat pe meri par dil mein ab basta nahi tera pyaar
Phir aayi barsaat aayi na teri yaad

Phir uske baad maine kuch nahi khoya
Woh meri zindagi ka aakhri nuksan tha

WRITERS

Mukul Sharma, Shivam Grover

PUBLISHERS

Lyrics © Sony/ATV Music Publishing LLC

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other