Dhundain kabhi ham na dhundain wafa
Tere pyaar mai bana mai ranjha
Tujhe ban na tha meri heer
Mujhe laga nibhaogay waada
Kia ye ghalti meri he thi?
Yahan Jism ka jana sauda nahi hota
Aisa kiya kyun ghayal mujhe
Kehta Zamana ye pagal mujhe
Dhundain kabhi ham na dhundain wafa