Karwat badalty rahe hum rat bhar
Mehsos tujhko kiya har bat par
Surkhruh, bechainiyan, tanhai ka ye alam
Chah rahe is dil pay hain, phir ghum k aise badal
Katin hai ratien tere he intezaar mai
Choo kr bhi na jal sakun hai aisi aag yeh
Lafzon k darya mai bethey hum is tarah
Khuf e khuda say hai jhulsay is shaam mai
Askhon kay bistar pay khud say larh rahe
Lekar fatah ham agay barh rahe
Khud say he bs ab ho tujhko gilay
Khud ko supurd ham kr chukey