Hmmm.. Teri Aankhein aur baatein sabhi
Yaadon se ab kahi jaaye na
Tere bin hai jo haalat meri
Lafzon me ab kahi jaaye na
Dheere dheere khwab mere marne lage ab
Unn alfaazon ko kehna sake hum
Kya mila tumko hoke judaa
Tujhe dekhne taras gaye hai
Ab toh Mausam bhi aanhein bhare
Ashkon ki bas yeh baarish kare
Zakhmi dil ki guzarish hai yeh
Dheere dheere khwab mere marne lage ab
Unn alfaazon ko kehna sake hum