Teri yaadein satati mujhe
Saari raatein jagati mujhe
Tujhse magar main kaise kahoon
Meri Saason pe haq hai tera
Teri yaadein satati mujhe
Saari raatein jagati mujhe
Halat yeh meri koi samjhe na
Chahta hai dil tu wo kehde na
Ibadat karun tere naam ka
Khuda bhi toh tujh hi mein hai basa
Main teri raahein chal diya
Tujhse magar main kaise kahoon
Meri saason pe haq hai tera