LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Mujhi Me Tu

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Mujhi me tu
Mujhi me tu
Mujhi me tu
Mujhi me tu
Soya mein rehta tha sapno mein gehre
Paas thi tu aur saath me mere
Mein khoya jo rehta tha panno me mere
Anjaan tha tu hii shaam sawere
Soya mein rehta tha sapno mein gehre
Paas thi tu aur saath me mere
Mein khoya jo rehta tha panno me mere
Anjaan tha tu hii shaam sawere

Aise tu saamne aati thi
Aake jo nazre churaati thi
Rok na saka bhatakti aankhon ko
Tere pe jaake ruk aati thi
Galti saaf tabhi maaf
Asaani se kaise bhulaati thi
Mann me raag tha fir bhi
Asaani se kaise bulaati thi

Dara dara sa me rehta tha jab
Semha sehma sa me rehta tha tab
Wo Banda Kya sehra tha jaane kya sab
Bas japta tha rab
Wo waqt ajeeb par mera naseeb
To dekh na
Tu nahi nazdik par fir bhi kareeb
Jaise mili mujhe pyaari sii prerna
Dua yahi har zindagi
Me mere liye tu bas usko hii bhejna

Soya mein rehta tha sapno mein gehre
Paas thi tu aur saath me mere
Mein khoya jo rehta tha panno me mere
Anjaan tha tu hii shaam sawere
Soya mein rehta tha sapno mein gehre
Paas thi tu aur saath me mere
Mein khoya jo rehta tha panno me mere
Anjaan tha tu hii shaam sawere
Mujhi me tu
Mujhi me tu
Mujhi me tu
Mujhi me tu

Tu auron sii naiii
Tu aurat bhi sahii
Tere siva meri
Daulat bhi nahi
Jab tak tu saath
Tab tak mein bharam me koi na baat
Doori pe samjha tu dil kii majboori
Ye aadat thi buri jo pakda na haath
Me andar se lekar me bahar bhi gadbad mein
Kaise na samjha mein andha tha anpad mein
Bandar mein
Tu mann se tu mann mein
Tu nahi hai to
Ye aankein bhi namm se
Ye haalat bhi gham se
Khali sa pada mein toota kankar se
Lekin ab magajj mein
Dharti bhi tu tu hii ambar hai
Dhadkan bhi tu haan
Number me shambar hai
Sach hai ye kii leta khuda aur deta khuda hai
Kiye to maine bhi laankhon gunaah hai
Kayamat pe puchunga karam wo kaunsa
Jiski mili mujhe tu subha hai
Hazaaron me maange they rab se dua hai
Jab se tu mili ishq tab se hua hai
Dohrana chaahunga saaton janam tak me
Karam wo Jisme hai haasil tu harwaqt
Agar wo sunraa hai
Agar wo sunraa hai

Soya mein rehta tha sapno mein gehre
Paas thi tu aur saath me mere
Mein khoya jo rehta tha panno me mere
Anjaan tha tu hii shaam sawere
Soya mein rehta tha sapno mein gehre
Paas thi tu aur saath me mere
Mein khoya jo rehta tha panno me mere
Anjaan tha tu hii shaam sawere
Mujhi me tu
Mujhi me tu
Mujhi me tu
Mujhi me tu

WRITERS

Namesh Kher

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Enjoyment

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None