Teri yaadon me baaton me kaise khoya
Mere sapno ko ashkon se kyun bhigoya
Teri yaadon me baaton me kaise khoya
Mere sapno ko ashkon se kyun bhigoya
Aey maula ye nahi tha sauda tu de mauka
Karne ko tauba gunaahon ke
Mein hii kya mila tha laakhon me
Rakhi thiii khwasish teri har sar aankhon pe
Paani jo pheka armaano pe
Khwaabon ne toda dam choda gham aankhon me
Rekhe jo mujhse khafa tha kara tune
Ye to bata de ye meri khata hai
Ye to bata de ye meri khata hai ya mere wafa kii saza
Ya mujhko mita de is duniya se ya fir tu dede jeene kii wajah
Teri yaadon me baaton me kaise khoya
Mere sapno ko ashkon se kyun bhigoya
Maine Esa kya kiya joh tune seedhe kol
Aake kehdia mujhe muh pe naah
Beparwah he saari ye duniya
Aur Main tere peeche paagal haan
Main yuhi yeh mazaak mein
Kasam teri leta nahi main khaa
Likh likh ke thak raha hu
Zindagi main lagi rehti he
Betukhi baatein lagti he mujhe
Bas Khona nahi chahta main tujhe ek aur baar
Angane aadan paranjapol njan angane thanne aadi lo
Fir bhi agar tujhe meri parwaah na ho
Main youtube ko sakshi maanke tujhe kehna chahta adios
Teri yaadon me baaton me kaise khoya
Mere sapno ko ashkon se kyun bhigoya
Teri yaadon me baaton me kaise khoya
Mere sapno ko ashkon se kyun bhigoya