LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Risk

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Bikhri hui hai zindagi ye jese puzzle bro
Waqt kam kaam ziyada chalrahi hustle bro
Lagaonga mein chakkar tere paas bhi hokey free
Tujhe tw pata kesi kat ti apni zindagi
Acha bura jesa bhi tha guzar gayaa wo pal
Har din naya kuch nhi pata kia honay waala kal
Log jesa samjhein mein bilkul bhi wesa hun nahi
Kam logon se milta par milta jhootay moo nahi
Aankhein laal pee ke khooni
Ab koi phasta mjhme kiun nahi
Mein khud aagay barh k larta shuru se junooni
Mein tha seedha saadha larka
Kese waqt badalta
Ab koi aakey mjhko rokay yahan kisi mein itna gu nahi
Ab mein ziyada kuch sahun nahi tu tw jaanta mizaaj mera
Zinda ko jeeney nai or marnay pe ye taaj deraha
Kesa samaaj tera?
Kesa rivaaj tera?
Jo dikhta wo likhta
Ye qalam hai azaad mera

Kon kehta ke ye dunya badalti nahi
Bina piye saala raat ab koi dhalti nahi
Ye kesa ishq
Poori zindagi ka risk
Jese sab kuch laga dao pe mein karsakta koi ghalti nahi
Dekha hoga tuney mujh jesa koi sanki nahi
Kesi azaadi jab karsakta tu mann ki nahi
Ye kesa ishq
Poori zindagi ka risk
Ab tw hoga jo bhi hona mjhe parwa zara kal ki nahi

Shuru se solo dil behlaanay keliye gaanay gaatay
Anjaan log milein roz mujhe aatay jaatay
Poochein kiun tum underground kiun nahi aagay aatay?
Mere jese aagay ayein tw wo maaray jaatay
Mein hota star agar note nahi kamaanay jaatay
Puraani jaan pehchaan chaltay puraanay khaatay
Hota naam pe kaam izzat de uparwaala
Mein raha peechey mujhe haath nahi phelaanay aatay
Hein apnay kaam buray hum nahi kartay adakaari
Par kabhi na saath choray khoon mein hai wafadaari
Tabhi mere yaar bohat
Mere jodi daar bohat
Mujhse pehle larnay keliye merey liye tayyar bohat
Dilon mein zinda rehna yehi meri jeet hai
Paise ka kia ye aanay jaanay waali cheez hai
Mujhe nahi lagta ab k zindagi ye saza hai
Manzil bhalay door magar safar ka tw maza hai

Kon kehta ke ye dunya badalti nahi
Bina piye saala raat ab koi dhalti nahi
Ye kesa ishq
Poori zindagi ka risk
Jese sab kuch laga dao pe mein karsakta koi ghalti nahi
Dekha hoga tuney mujh jesa koi sanki nahi
Kesi azaadi jab karsakta tu mann ki nahi
Ye kesa ishq
Poori zindagi ka risk
Ab tw hoga jo bhi hona mjhe parwa zara kal ki nahi

WRITERS

Nabeel Akbar

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other