Bikhre Hue Sharamsar Hain Hum
Rehmat Ke Talabgar Hain Hum
Wasta Nabi Ka Maula Rakh Lo Bharam
Hum Tujh He Se Mangte Hain
Han Mushkilon Ki Kar Kushai
Bikhre Hue Sharamsar Hain Hum
Rehmat K Talabgar Hain Hum
Wasta Nabi Ka Maula Rakh Lo Bharam
Bikhre Hue Sharamsar Hain Hum
Rehmat Ke Talabgar Hain Hum
Wasta ALi Ka Maula Rakh Lo Bharam
Tu Wahdahu La Sharika Lahu
Adam Ko Tu Ne Ism Sikhaye
Nooh Se Kashti Ko Banwaya
Adam Ko Tu Ne Ism Sikhaye
Nooh So Kashti Ko Banwaya
Apne Khalil Ko Hai Bachaya
Apne Khalil Ko Hai Bachaya
Bhej K Misar Main Yusaf Ko
Shahenshah E Misar Banaya
Bhej K Misar Main Yusaf Ko
Shahenshah E Misar Banaya
Yunas Ko Pait Mai Machli Ke
Yunas Ko Pait Mai Machli Ke