LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Mohabbat Hai Ramzan

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Khuda Talak Ye Rasai Jo Khas O Aam Ki Hai
Khuda Talak Ye Rasai Jo Khas O Aam Ki Hai
Bashar Pe Kesi Yeh Kesi Anayat Mahe Sayyam Ki Hai
Mahe Faizan Mahe Eman
Muhabbat Hai Ramzan Muhabbat Hai Ramzan
Mahe Faizan Mahe Eman
Muhabbat Hai Ramzan Muhabbat Hai Ramzan
Yeh Noor Noor Seher Barkaton Bhare Iftar
Yeh Rehmaton Main Nahae Hue Dar O Deewar
Yeh Noor Noor Seher Barkaton Bhare Iftar
Yeh Rehmaton Main Nahae Hue Dar O Deewar
Yeh Zauq O Shauq Se Bhapoor Nanhe Roze Dar
Yeh Roshni Yeh Damak Sabar K Maqam Ki Hai
Mahe Faizan Mahe Eman
Muhabbat Hai Ramzan Muhabbat Hai Ramzan
Mahe Faizan Mahe Eman
Muhabbat Hai Ramzan Muhabbat Hai Ramzan
Sale Ala Saiyedina Muhammadin
Sale Ala Saiyedina Muhammadin
Yeh Bhook Pyaas Yeh Sakhti To Ik Saadat Hai
Jo Waqt Roze Main Guzre Wo He Ibaadat Hai
Yeh Bhook Pyaas Yeh Sakhti To Ik Saadat Hai
Jo Waqt Roze Main Guzre Wo He Ibaadat Hai
Yeh Momino Ka Chalan Zahidon Ki Aadat Hai
Naveed E Khald Sunati Hawa Jo Shaam Ki Hai
Khuda Talak Ye Rasai Jo Khas O Aam Ki Hai
Khuda Talak Ye Rasai Jo Khas O Aam Ki Hai
Bashar Pe Kesi Kesi Anayat Mahe Sayyam Ki Hai
Mahe Faizan Mahe Eman
Muhabbat Hai Ramzan Muhabbat Hai Ramzan
Mahe Faizan Mahe Eman

WRITERS

Nabeel Shaukat Ali

PUBLISHERS

Lyrics © Audiam, Inc.

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other