Madhyam madhyam saansein teri
Khud ko roku kaise main bhi?
Teri jo baatein, badi hain nasheeli-sheeli
Usmein ye raat bhi hai thodi bheegi-bheegi
Hua kya? thode nashay kar liye
Subah tak tat pe baithe hum piye
Milay jab teri aankhon se
Hua kya? thode nashay kar liye
Subah tak tat pe baithe hum piye
Milay jab teri aankhon se
Sunn le yeh ansuni bhasha
Tu sach hai, hoon main much
Hain kehne ko baatein bas
Tere chehra main bhulana na hoon chahta
Chahta tujhko kuch batana
Hai yeh lamha savere tak humaare paas
Sunn le yeh ansuni bhasha
Madhyam madhyam saansein teri
Khud ko roku kaise main bhi?
Hua kya? thode nashay kar liye
Subah tak tat pe baithe hum piye
Milay jab teri aankhon se
Hua kya? thode nashay kar liye
Subah tak tat pe baithe hum piye
Milay jab teri aankhon se
Hua kya? thode nashay kar liye
Subah tak tat pe baithe hum piye
Milay jab teri aankhon se
Hua kya? thode nashay kar liye
Subah tak tat pe baithe hum piye
Milay jab teri aankhon se
Sunn le yeh ansuni bhasha