Dekhi sadkein, Dekhe saude
Dikhe mujhe bas paiso ke paudhe
Jahan jau mile mauke hi mauke
Mujhe botlon ko phodne ka shauk hai
Cuz I′ve been feeling lucky
Noton ki gaddiyan, Tooti haddiyan
Garam gaddiyan, Gandi bandiyan
Jaadui Ghadi haath mein pehni
Kapkapaye badan, Ladkhadaye mann
Seedha chala na kabhi bhi
Gum Madhuban mein main karu fun
Raatein jaag maine dekha Savera
Ghunghat rehta odhe hamesha
Radhe Shyam ji ke Cousin ka beta
Kehne ko hai mujhsa kahin na
Kintu main to sab mein chhupa
New Delhi City Reppin cold nights
Hawa foggy, Foggy mera mind
I dont like clubs, I dont like smoking up
Thoda thoda acid mauka lage jab
Gaane classic, Launde plastic
I won't tell you What you′re asking
Jigar sakht mera Lauda flaccid
Ankhein band Karu, karu magic
Raatein jaag maine dekha Savera
Ghunghat rehta odhe hamesha
Raadhe Shyam ji ke cousin ka beta
Kehne ko hai mujhsa kahin na
Kintu main to sab mein chhupa