Jindagi se Hum maang lete
Khud he ka hain gum magar
Waqt se bayan hai Jazbaat
Kaise kaaate ye din hai Raat
Ek din Waqt he Toh dega daad
Chubhte hai Har pal mujhe
Khoya Aatma-Vishawas dhunde
Nikla hu mein khud se mein
Unme hai or Mujh ko jo Roke
Badle mein Milte hai Dokhe
Baat ye sach likhta hu mein
Pathhar jaisa thhoos mein
Waqt se mein ghyal reheta
Kehene ko Chalti Zindagi toh
Sapne rote aakh mein hain
Ajeeb kissse Kahani likhi
Pura khel mere haat mein hai