LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Milne Ki Aasha

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Milne ki aasha hai
Par sada nirasha hai
Milne ki aasha hai
Par sadaa nirasha hai
Mujhse milo dur tum ho
Par meri saanso me tum ho
Aisa ehsaas hota hai

Saat janmo ka saath
Jina marna saath
Saat janmo ka saath
Jina marna saath
Yeh sirf yaade ban chuki hai
Hasi mazak me raat bit gayi
Vahi yaade ab nind chhin gayi
Hardum tumhe bhulana chaha
Par tumhari tasvir dikh gayi
Aur me harbaar harta raha
Tumse itna hai kehna

Milne ki aasha hai
Par sadaa nirasha hai

WRITERS

Neel Rupareliya

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None