Yaadein aaj kal jee mein bethi hai
Nazme aaj kal shaame kehti hai
Kese dil ko samjhaya tumhe na pata
Bithe lamhe tu yaad aab na aa
Mar jaoon ga yaad karke phir woh chehra
Halke se kuch toh gungunaye toote khoabo ko
Kabhi kabhi ye samjaye kabhi jane do
Aya na tah woh ayega na woh
Phir kyu tere dar pe betha hume na pata
Bithe lamhe tu yaad aab na aa
Mar jaoon ga yaad karke phir woh chehra
Masoom se iss mere dil ko tu hi samjhe na
Duniya ko kese samjaau tu hi samjhe na
Masoom se iss mere dil ko tu bhi samjhe na
Duniya ko kese samjaau tu hi samjhe na
Likh ta hai kya kya pagal ye tera
Dardo mein lipti baatein sunle tu zara
Bithe lamhe tu yaad aab na aa
Mar jaoon ga yaad karke phir woh chehra