Beete raina na bin tere Sajan
Kab miloge tum mere Sajan
Beete raina na bin tere Sajan
Kab miloge tum mere Sajan
Jo laga tere angana mein Sajan
Gir jaun main jhatt se Sajan
Ke tu mujhe khud hi thaamle
Jahan rangun main tere Raag mein
Bus jaun teri Duniyan me Sajan
Dhun chadhi hai teri hi Sajan
Dhun chadhi hai teri hi Sajan
Chooke tujhko Boondein yeh Sajan
Lagti mujhko Rab mere Sajan
Ye chand bhi ruswa aaj hai