Code 708 Mere Sheher ki baat
Yaha pehle shot Fir karte baat
Sabki ek jaat Sab badmisaj
Bhide to aar paar Aisa hisab
Code 708 Mere Sheher ki baat
Yaha pehle shot Fir karte baat
Yahi sikha maine kaise khud se ladna
Kaise hote saap, kon chalta sath
Ladke sidhe the, bigde halat
Jo chhute fir kaha aate hat
Pehle crush ki bat fir cush ki baat
Sheher badal gaya tha jaise rato raat
Muh se challe nikle, lagi dil me aag
Sab dhuva dhuva par dikhta saf
Behte ansu nahi fir bhi lal ankh
Niche kale ghere aur kal tha rakh
Bhide to aar paar Aisa hisab
Code 708 Mere Sheher ki baat
Yaha pehle shot Fir karte baat
Yahi sikha maine kaise khud se ladna
Kaise hote saap, kon chalta sath
Hai Dil se sher , kare sheher pe raaj
Koi ek nahi, sabke sar pe taaj
Aaj mehnat se humne badla waqt
Nahi diya fuck kiske kya vichar
Ghise bar bar tabhi bars pe dhar
Jaanleva ghav de mera ek hi var
Malam Patti ka to scene hi nahi
Yaha no recovery lagte kandhe char
Expected tha hook maine flow swit kiya
Jitno ko tha shaq sabka Muh stich kiya
Weak laga skill set maine enrich kiya
Build kiya khudko bhai tera ikea
Jo soch nahi kisine tu karke dikha
Sacchai se kitab apni bhar ke dikha
Jab hui ankh band to suni ek hi awaj
Piche bolne valo ko aage badh ke dikha
Kafi simple rules, kafi simple bate
Apne usulo pe hum chalna chahte
Dharam jat bolke na kisko bate
Mere hood me ekbar tu dekhna aake