LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Behti Hawa Extended

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Badalne lage
Nazaarein bhi aajkal
Waqt dekho kaise
Beh chala
Tere saamne hain
Raahein bhi toh kayi
Tu Manzilein apni
Chunta chala
Khwaabon mein behti kashtiyon
Ki khidkiyon ko khol de
Behti hawa
Aake bujhane lagi
Aag
Behti hawa
Aake bujhane lagi
Aag
Najaane kahaan
Chalte chalte hum yoon kho gaye
Hue gum yoon ki
Khoye kinarein mil gaye
Khamoshiyaan baatein karne lagi mujhse
Hawaaon ki mastiyaan mujh mein ghulne lagi
Khwaabon mein behti kashtiyon
Ki khidkiyon ko khol de
Behti hawa
Aake bujhane lagi
Aag
Behti hawa
Aake bujhane lagi
Aag
Baadalon se zameen pe phisal na jaoon kahin
Duniya ki iss bheed mein main kho na jaau kahin
Aahista aahista
Bhoolne laga kal ka pata
Aahista aahista
Dikhne laga baaki jahaan
Khwaabon mein behti kashtiyon
Ki khidkiyon ko khol de
Behti hawa
Aake bujhane lagi
Aag
Behti hawa
Aake bujhane lagi
Aag

WRITERS

Nikhil and Rishabh

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, DroomMusic Pvt. Ltd, Royalty Network

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other