LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Vaasta (Reprise)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Raah chalte hue yoon
Kisi ne roka na tha
Tujhsa koi milega
Yeh maine socha na tha

Kal jo tha beech mein woh
Faasla raha nahi
Tujhsa ab kisi se
Vaasta raha nahi

Duniya mein meri
Ijaazat tum hi ko hai
Har pal hi hai subah
cb yahaan

Reh jaayenge yahin
Yaadein sametke
cb chhodke inhein
Jana kahaan

Raah chalte hue yoon
Kisi ne roka na tha
Tujhsa koi milega
Yeh maine socha na tha


Raahon ke sang
Ho jaaye hum
Chale hi jaate rahe

Kabhi na ho
Yeh raaste phir juda

Kuch main kahoon
Kuch tum kaho
Baatein zamaane ki

Jo chhod ke
Hai aa gaye hum yahaan

Duniya se meri
Khwaahish tu hi toh hai
Mehki si hai hawa ab yahaan

Reh jaayenge yahin
Yaadein sametke
cb chhodke inhein
Jana kahaan

Raah chalte hue yoon
Kisi ne roka na tha
Tujhsa koi milega
Yeh maine socha na tha

WRITERS

WRITER UNKNOWN, NIKHIL AND RISHABH

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, Royalty Network

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other