Chahta hai dil se jise keh de aaj tu
Dil ki baat dil se use keh de aaj tu
Yeh pal ki baat hi khaas hai
Jo ab tere hi toh paas hai
Jo dil mein narm ehsaas hai tu bas kehde
Tu sun apne hi dil ki zubaan
Yeh baatein dil mein tu na chupa
Yeh lamha haath se na gawa tu bas kehde
Kahi tham na jaaye jeevan safar
Kal ko hai khatam hona safar
Zindagi ko jeena sahi seekh le zara
Umar bhi toh choti si hai maan le zara
Yeh pal ki baat hi khaas hai
Jo ab tere hi toh paas hai
Jo dil mein narm ehsaas hai tu bas kehde
Kahi tham na jaaye jeevan safar
Kal ko hai khatam hona safar
Zindagi, paheli hai yeh zindagi
Zindagi, paheli hai yeh zindagi
Kahi tham na jaaye jeevan safar
Kal ko hai khatam hona safar
Kahi tham na jaaye jeevan safar
Har pal jee le jee le tu jee le
Dil ki baatein dil se tu karle
Jee le jee le jee le jee le
Har pal jee le jee le tu jee le
Dil ki baatein dil se tu karle
Jee le jee le jee le jee le
Har pal jee le jee le tu jee le
Dil ki baatein dil se tu karle
Jee le jee le jee le jee le