Jo wade humne kiye the, use poora nibhane
Sath me sapne bun ke rakhe, the use poora kar jaane
Teri hasi se tha khilta mera ashiyana
Tu chup rahe to mann krta tha tujhko hasana
Teri khushi se thi meri khushi
Tu jo nahi to wo bhi nahi
Tere hi sang maine socha sabhi
Jo yadein tune diye the use saath pirone
Adhi batein hai jo adhuri poori kar jaane