Chhod ke saare the waade purane
jaana kaha hai kaha hai thikana
mai hun naya hai naya aasman
in wadiyon me khuda bhi yahan hai mera basa
Chhod ke saare the waade purane
beheke hai ye qadam beheki hai waadiya
raaho me mil rahin hai yahan yaariyan
milon se lambi hai raahe meri
ab na kisi ki kami bhi rahin
ho.. behene lagi hai kahin jo ruki thik
saason me chalne lagi hai hawayein
mai hun naya hai naya aasman
in wadiyon me khuda bhi yahan hai mera basa
Chhod ke saare the waade purane
Chal diye door kahan door kaha chal diye...