LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Lapata

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Adhy adhory khuwab thy mere
Tot gye yun
Tinka tinka bikhri hun main
Jub se gaya tu
Meri wafao ka tu ese de na sila yun
Kya hai khatain meri taraf se mujh ko bata tu
De dy mujh ko khud se rehai
Kafi hai jo mil rahe saza
Hai kaise qaid yahan
Jis main khud qaid hoi
Na janu main na tu hain dono lapata


Dill main tha jo bhi bhra
Ankho se wo beh chuka
Baki jo dard hai tera
Mai ne seh liya
Tu mera na ho saka
Tujh se karu kya gila
Dill ki hi sun le ye hai
Tujh se keh raha
De dy mujh ko
Khud se rehai
Kafi hai ye jo mil rahe saza
Hai kaise qaid yahan
Jis main khud qaid hoe
Na janu main na tu hain dono lapata

WRITERS

HASSAN ALI HASHMI

PUBLISHERS

Lyrics © Unison Rights S.L.

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other