Chod mein aai woh uljhi si rahein
Cause I knew saath na munkin
Mein bhoolna bhoolna chahungi
Tere raaz na ab sujhaungi
Na koi himmat si mein ab jutaungi
Na koi shikwa nahi mein jataungi
Aisi baat aai na aai na aai na
Woh shaam aai na aai na aai na
Baaki thi jo mulaqaat aai na
Sapne kaise dekhu neend ayi ni
Mujhe jalna pda tu fire thi
Hath likhte kyu kaapein tu kayar thi
Maine dekha jaha b dikhai di
Dil fenka jaha bewafai thi
Mujhe aate na aansu bhar diary di
Jala du jo likha hai diary me sab
Par jate jalaye na tere wo khat
Hu pas me khud ke na koi nikat
Or rakhe 2 bandr jo diye the tune
Ab uthta samandar nahi kue hum ghar
Ada naagin teri hum bane sapere
Ye yaadein ni thamti to hum bhi kyu thehre
Hogye hai behre, Dil pe hai pehre
Kisi se na kehre kuch zakhmo ko sehre
Jitne the lamhe sab yaadon me kaid hai
Ab lagte naqab beshak asal ho chehre
Woh shaam aai na aai na aai na
Baaki thi jo mulaqaat aai na
Kaise hum bhi aur humari baatein
Kya hoti subah kya hoti raatein
Kyu is qadar ajnabee ban phirein
Behtar hota jo hum dost hi rehtey
Ab teri meri yaadein jaise baarishein
Jaise khud ne hi khud ke khilaaf ki ho saazishein