Meri ma hai jwala meri ma
Tere bhawan me tere Gudgan ko aya
Mai aya aya aya tere dwar jwala maiya
Tere jyot ke ujalo me maine khud ko Ramaya
Mai aya aya aya tere dwar jwala maiya
Meri aash lagi thi ik baar
Aake maiya ji tere derbar
Teri mahima aprampar tera sacha hai darbar
Lambi lambi kataron me milta hai sabko yahan pyar
Tere naam ko bhawani her pal maine dhyaya