Mata raani aarhin aaj ghar
Sab aao Ghar me chowki hai
Ki aao Ghar me chowki hai
Sab aao Ghar me chowki hai
Padharo Ghar me chowki hai
Aaj poori raat jagraata karenge
Teri kripa me maa hum sab bahenge
Ek dooje ko ye hum btaate
Tere hi charno me charo dhaam hain
Maata raani aaj ghar aarhin hain
Sab aao Ghar me chauki hai
Padhaaro Ghar me chowki hai
Sab aao Ghar me chowki hai
Rakhunga mai to paath tumhara
Phool saja ke thali me dekho
Dukh haro tum Daya Karo tum
Door karo tum kasht humara
Bhakton ki dekho kataar lagi hai
Mata raani aaj ghar aarhin hain
Sab aao Ghar me chowki hai
Padhaaro Ghar me chowki hai
Sab aao Ghar me chowki hai
Mata raani ki chowki hai..