Jo ho na sake woh tu kare
Lakeeron ka likha tu modd de
Har kan kan mein hai tera vaas
Saanson mein simarun main
Koi na lauta tere dar se Udaas
Kar deti poori sab ki Arziyaan
Tujhse hi to hai sab meri maa
Himmat aur hausalon ki wajah
Aur dede mujhe jeene ki wajah
Jo fislu main sambhale tu
Jo bhi ho faasle mita de tu
Pukaru jo tujhe dil se mere
Har kan kan mein hai tera vaas
Saanson mein simarun main
Koi na lauta tere dar se Udaas
Kar deti poori sab ki Arziyaan
Tujhse hi to hai sab meri maa