Darwaze paar hai dil, ek pair hai andar
Hai kaafi badi zidd uss behre mann par
Hai thame kuch pal, iss wakt se darkar
Hai thame wo pal, tere baato se badhkar
Teri baato par ab nahi hai dosh aaj
Teri saaso me ab bhari hai wo baat
Jo mita de ab unn haatho se wo saath
Jo na pehle kabhi saath tha
Kare hai mann ke mai puchu ijaazat
Hai chahte ye dost hume dekhna saath ab
Hai thame ab wakt teri baato me aakar
Toh baithe baithe dil se dil mila kar
Kyu ho na jaaye khulke aaj ye baat ab
Aur ho sake toh meri marzi ka asar
Dikha de zara (zara, zara)
Darwaze paar hai dil, ek pair hai andar
Hai kaafi badi zidd uss behre mann par
Hai Thame kuch pal, iss wakt se darkar
Ho Thame wo pal, tere baato se badhkar
Teri baato par ab nahi hai dosh aaj
Teri saaso me ab bhari hai wo baat
Jo mita de ab unn haatho se wo saath
Jo na pehle kabhi saath tha