Me kabse betha sar pakad ke
Fir bhi hum to banre pankhe
Chal pade leke un taaron k paas me
Chhod chale apne jo sabse khaas the
Na kamyaab kalakari ek saza hai
Mummmy papa ko banana ghar
Or yaha me bana raha gaane
Bada bhai kare job wo khudka kharcha nikaale
Gharke kaam se na aaram hai
Or yaha me sirf bana raha gaane
Papa se kese 100rs maange
Phone aaya mummy ka puche kahan
Me bola mummy fass gaya tha kaam
Betha tha canal pe paas me
Uss phone ne bachali Jaan ye
Sone ki chamach me bachapan se tha
Sab kuch dilate the bade papa
10vi class me utha sar se saaya
11vi se sab kuch samaj aayaa
Tab to ye rap wap kuch bhi nai tha
Duniya daari kese noche yaha
Hoga unhe naaz honge khafa
Kaash wo dekhte mujhe stage pe
Unka OSBTM kahan aagaya dekhte dekhte
Bapa darwaja par ubharo ne pacha
Aapone mane 20 rupyaa 6 vagyaa
Che nishaar tame kem nai dekhata
Aau che site par taare Omaa
Tamara laadh ae bagadya chhokra
Have nai ladhta mu ne zalu
Jay barobar sambhade che ghar aakhu
Tamara vagar ghar nai lagtu
Tamara vagar Papa padya akela
He never shows but i know sachu
Me kabse betha sar pakad ke
Wo kar rhi hai hawa tight
Fir bhi hum to banre pankhe