Naya din chalu call tujhe Kiya
raat ko tha busy call missed Maine Kiya
Ye bhagdod chal rahi tujhe paane waste
Narajgi ko chhod tu dekh mere raaste
Jo bhi chahiye tu pyar se to bol
Sab poore karu bataa Tera kya hai goal
Kal gujra tha gali se rooka tere mod pe
Suna hoga tune Mere naam ka hai shor
Mile raahat bas teri aahat se
Badnaam huye teri aadat se
Tu aankhon me mere hifajat se
Shayar se ho gaye teri chahat se
Jaayka hai tu mere har gaane ka
Jo bhi chahu vo shauq mujhe paane ka
Aaina mera khush lagne laga
Jab se zikar hua tujhe chahne ka
Aankhon me aankhen teri ho
Saara jeevan dil me yaadein teri ho
Khushiyon ki kyaari teri ho
Tere Kismat ke kaatein mere ho