LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Chanchal

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kis asray pe bethay hum
Kin waadiyon mein hum yeh ghum
Pehchaane na koi mujhe
Kyun na jaane main tanha yeh
Aise jaise baadolon se girte hain phoolon ke yeh rang
Kaun ho tum?
Phir khwabon mein jo kho se jaayein, duniya se door bhagay hum
Meri sun!
Main hoon
Chanchal
Hawaon mein kyun
Na aao tum
Koshishain
Be-inteha
Lekin na haasil ho tum
Kyun yeh hai wajah
Kis asray pe bethay hum
Kin waadiyon mein tum yeh ghum
Pehchaane na koi mujhe
Urh jaaye phir yahan se
Aise jaise baadolon se girte hain phoolon ke yeh rang
Kaun ho tum?
Phir khwabon mein jo kho se jaayein, duniya se door bhagay hum
Meri sun!
Main hoon
Chanchal
Hawaon mein kyun
Na aao tum
Koshishain
Be-inteha
Lekin na haasil ho tum
Kyun yeh hai wajah

WRITERS

Syed Kashif

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other