Bahane se phir laut aaye dil mein chal ke
Le jaaye gi ye rangon ke shehr mein aise
Zamana jo bhi chahe, dil woh maange
Yahan se aage jao gay theher ke phir se
Jo haal-e-dil hay tu suna
Chal chali udh chali ye kahani
Beetay lamho ko ye gal ae sunani
Teri meri hy ye choti c kahani
Waadiyon mein ghoonmay puri zindagani
Urjayain gay in khawabon mein chehltay ye pal
Lejaogi ye rangon ke shehr mein phirsay
Zamana jo bhi chahay, dil wo mangay
Yahaan say aagay jaogay thehrky phirsay
Chal chali udh chali ye kahani
Beetaye lamho ko ye gal ae sunani
Teri meri hy ye choti c kahani
Waadiyon mein ghoonmay puri zindagani