In do dino ki khwahishon ko hum
Hoti nahin yeh dooriyaan yeh kam
Dil mein hone lag gayi ghutan
Saare darwaaze ho gaye band
Na aayein teri saanson ki awaaz
Na likhe jaayein mere se yeh alfaaz
Jaan liye hain tune mere raaz
Tu hai meri zindagi ka ek noor
Tere bina jeena lagta hai fazool
Jaise ek raat ki chaandni
Tere saath zindagi bitaani