LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Doosra Pyaar (feat. JJ & Sonya M H)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Jab hase tu
Mera mann muskuraye
Jab roye tu
Mera dil aansu bahaayein
Soti hai jab tu
Tham jata hai ye jahaan
Masti mein teri
Bhool jaata hun saare pareshaaniyaan
Alithea Alithea
Tu hai meri rag
Mera jiya
Alithea Alithea
Mere dost mere yaar
Tu hai mera doosra pyaar
Mere dost mere yaar
Tu hai mera doosra pyaar
Jab tu badi ho
Acchai ko apnana
Jo dil ko bhaaye
Use khushi se nibhaana
Jab tu badi ho
Acchai ko apnana
Jo dil ko bhaaye
Use khushi se nibhaana
Mazhab ka na tujhpe
Pade koi parchayee
Hai tu prateek
Ke jeetegi humesha sachai
Alithea Alithea
Tu hai meri rag
Mera jiya
Alithea Alithea
Mere dost mere yaar
Tu hai mera doosra pyaar
Mere dost mere yaar
Tu hai mera doosra pyaar
Mushkilon mein bhi
Khushiyon mein bhi
Rakhna bharosa mujhpe meri bitiya
Swatantra rehna
Bhalai karna
Oonchaiyon ko choona mere piya
Jab hase tu
Mera mann muskuraye
Jab roye tu
Mera dil aansu bahaayein
Soti hai jab tu
Tham jata hai ye jahaan
Masti mein teri
Bhool jaata hun saare pareshaaniyaan
Alithea Alithea
Tu hai meri rag
Mera jiya
Alithea Alithea
Mere dost mere yaar
Tu hai mera doosra pyaar
Mere dost mere yaar
Tu hai mera doosra pyaar

WRITERS

JAKE JOSS

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

From This Artist