LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Arjun vs Bheem Rap Song

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Hum mein taaqat bhar balshaali, Yahan ke raaj kumaar
Naam hain arjun, Bali mein hum shakti ke avtaar
Dhanush baan ho ya apne hatho Mein ho talvaar
Nahin chukata kabhi nishaana, Karte hain jab vaar

Seedhe saade bande hain hum, Bheem hamara naam
Hum toh bhai apne kaam se hi, Rakhte hain kaam
Dholakpur ke vasi hain hum, Pahele nahin jaghadte
Kartein kaam taamam, Jo aake hamse yaha akadtein

Jwalamukhin hain hum sahas ke, Agni hain barsatein
Jo bhi humko lalkaarein, Hum usko maar giraatein
Gher na paaya koi ran mein, Kabhi hamarein aage
Jo bhi aaye saare hi, Maidaan chhod ke bhaage

So hathi ki jaisi taaqat, Chaal hain shero jaisi
Ek vaar mein hi kardete Sab ki aisi taisi
Mauka aane par dikh laayenge, Hum tumhein kamaal
Paanv pataktein jo dharti pe, Hiil jaaye paatal

Chhote muh se badi badi baatein toh sab kartein hain
Hum mein itna dum hain ki
Hum maut se bhi ladtein hain
Seena dekh vishaal hamara, Parvat bhi ghabharaye...
Thar thar kaape jo bhule se Bhi humse takraye
Samane wala hi harenga Hota nahi hamesha
Apne seene mein bhi hai, Sher sa bada kaleja
Abhimani ka sar nicha to Hona hi hona
Haslo haslo baad mein to bas Rona hi rona
Hamse takrane ki himmat hain Toh phir takrao
Baatein chhodo dum kitana hain, Ab hamko dikhlao
Bheem tumharein jaise hamne Dekhe lakh hazar
Seh na paaye jo chhota sa, Ek hamara vaar

Kuchh bhi karlo chalne na denge Hum koi steer
Kaan khol kar sunlo hum hain Dholakpur ke bheem
Bheem bheem bheem
Chhota bheem chhota bheem
Dholakpur ka bheem
Chhota bheem chhota bheem
Bheem bheem bheem bheem bheem..
Chhota bheem
Bheem bheem bheem bheem ..
Chhota bheem chhota bheem

WRITERS

DEVENDRA KUMAR SHARMA, SAAJAN Y AGGARWAL

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other