Tut chuka asmaan all skies on me
Gawah hai wo jinhone gawa diya mujhe
After using their lies on me
Fit hi nahi aayegi teri size on me
Main hosh hoon but she wanna dive on me
When I feel rout-less to ruthless
Main purav se paschim ki orr dekhta hoon
Mata pita ke samn sar apne Tekta hoon
Main lakshya se apni nazre bhi nai ferta hoon
Bawe mera locked hai focus
Focus aim par aur Ankhe choukash
They're dirt in the scene aur
Eshi khichar ka main eklota lotus
Jis din main khud ke liye bolunga
Us din logo se meri behesh ho jayegi
Jis din cheeta pe ankhe kholunga
Ush din meri ash hi ash ho jayegi
Main kitna horney ho gya hoon
Maine apni life bhi fuck kar di
Lubricant's ke saath bhi wings stuck karti hai
Hone se pehle leta main bhaap
Ye mutne lagenge Ek gunz main laga du toh
23 saal k bacche mei dikhega baap
Kuch logo ko naseeb nahi hoti Chhota sa niwala bhi
Savera roz hota hai toh dikhta kyu ujala nahi
I always tell my mind meri hi baato mei mujhe hi tu uljhaane nahi
Nai bhulta apna beeta kal
School tha mere liye beeta kal
Flow so cold kaise jau pighal
Ghar walo k liye hona h mujhe safal
Thori Size mei Badi meri pant
2012 mei hi chhor diya tha baggy pants
Now they are following trend
Mere pith ko noch kar kehti were just friends
They said me something else
Chahte tumhe bhi ye rok le
Inke bas mei ho tumhe jalti aag mei hi jhokde
Zehen mei khyal ke overflows ho toh
Ankhe band karke suno zara osho ko
Gandhi ki jageh jeb mei hai
Dil mei jageh tum bose ko do
Tut chuka asmaan all skies on me
Gawah hai wo jinhone gawa diya mujhe
After using their lies on me
Fit hi nahi aayegi teri size on me
Main hosh hoon but she wanna dive on me
Tikki hai umidein city ki
Kaise hone doon seher udaas yo!
Lena ek aur take abhyaash ho
Sunai de rha behra nai hoon
Main koi bheem thori hoon
Jo mujhe chutki talash ho
All eyes on me i have Wonda visions
I'm not only poet in my family I'm the guy of tradition
Daily I travel between Present nd presence
Without hesitation yahaan
Phir toh trip ka lena lazmi hai
Bheetar se ladka hashmi hai
Phir bhi tapke uski chasni hai
Sindhu samarpan sourav sanchit
Sangharsh se satya sanatan vichrit
Sandhya surobhit swar sangini
Shristi saras sidhi sakshi bani
Jivana jalam jarjaram jayate
Kala kramena kalusm kshiyte
Gagana gauram gamanam gamyate
Dhira dhairyam dhyayate dhirata
Main jura hua apne root se
Mata peeta bhagwan ke hi roop hai
Jigri kehne wale sare yaar mere chhoot gaye
Jo bhi jalte hai bujha du ek hi fukh mei
Hadh se jyada kala hona paryapt shrap hota hai
Kalyug ke sabab mei punya ka hisab paap hota hai
Meri mano toh har sawal ka jawab hota hai
Har baap ke rubab mei beta uska nawab hota hai
Chhat ke niche nahi toh duniya mei sabka
Muh pe Bolta main bhagwan ke
Aao Chlo bethte h insaaf ho jaye
Jab paschyatap ki tapasya samapt ho jaye
Is paar betha main bhi ummid mei
Jaane anjaane ye lehre bhi ek saath ho jaye
Paisa hi samasya aur paise se hi irade napak ho jaye
Dua apno ki lag jaye toh hum pal bhar mei raakh ho jaye
Aur jis din hum raakh ho jaye ye sala aadha seher anaath ho jaye
Mere mukable inke gaane saare lage makhaul
I started when they swimming in my balls
Main andar se bhara para hoon