LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Geeli Si Subah From "Love All"

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Geeli Si Subah
Khwaabon Mein Bheegi Fiza
Geeli Si Subah
Khwaabon Mein Bheegi Fiza
Ek Khwaab Mein Kho Gayi Thi
Der Se Jaagi Subah
Geeli Si Subah
Khwaabon Mein Bheegi Fiza
Ek Khwaab Mein Kho Gayi Thi
Der Se Jaagi Subah
Geeli Si Subah
Khwaabon Mein Bheegi Fiza

Ujle Dhuyen Ko Thaam Ke Pucha
Kya Chanda Ko Chhu Ke Raat Jali Thi
Raat Jali Thi
Raat Jali Thi
Ujle Dhuyen Ko Thaam Ke Pucha
Kya Chanda Ko Chhu Ke Raat Jali Thi
Jo Raat Na Keh Saki Thi
Haule Se Boli Subah
Geeli Si Subah
Khwaabon Mein Bheegi Fiza

Raat Mein Paidal Ghoom Ke Duniya
Sooraj Shehar Mein Fir Se Laut Raha Hai
Laut Raha Hai
Laut Raha Hai
Raat Mein Paidal Ghoom Ke Duniya
Sooraj Shehar Mein Fir Se Laut Raha Hai
Laut Raha Hai
Galiyan Vahi Hain Purani
Par Nayi Hogi Subah
Geeli Si Subah
Khwaabon Mein Bheegi Fiza
Geeli Si Subah
Khwaabon Mein Bheegi Fiza

WRITERS

Saurabh Vaibhav, Ankit Pandey

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, Sony/ATV Music Publishing LLC

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

From This Artist