Kahani suno han zubani suno
Muje pyar huwa tha ikrar huwa tha
Kahani suno han zubani suno
Muje pyar huwa tha ikrar huwa tha
Muje pyar huwa tha ikrar huwa tha
Teri chahat main kitna fasana huwa
Tuje milna padega, ab zamana huwa
Sadaiyein suno ha jafain suno
Muje pyar huwa tha ikrar huwa tha
Muje pyar huwa tha ikrar huwa tha
Hai tamana hume tumhe dulhan banaye
Teri lele balaye, tere sadqe utaare
Hai tamana hume tume apna banaye
Nahi mushkil wafa zara dekho yahan
Tere aankhon meh basta ha mera jahan
Kabi sun toh zara jo main keh na saka
Duwaaein suno ha sazayein suno
Muje pyar huwa tha ikrar huwa tha
Muje pyar huwa tha ikrar huwa tha