Mujhe parwah nahi kaun saath hai mere
Zaruri jo mujhko bas unki fikar hain
Jo apne hai mere wo saath hai dete
Aur gaano mein mera bas unka zikar hain
Main jeetunga ek din ye sabko pata hain
Tabhi maine rakha saalo se sabar hain
Main likhta jo gaaney wo sabki zubaan pe
Main mar bhi gaya to ye gaaney amar hain
Mujhe parwah nahi kaun saath hai mere
Zaruri jo mujhko bas unki fikar hain
Jo apne hai mere wo saath hai dete
Aur gaano mein mera bas unka zikar hain
Main jeetunga ek din ye sabko pata hain
Tabhi maine rakha saalo se sabar hain
Main likhta jo gaaney wo sabki zubaan pe
Main mar bhi gaya to ye gaaney amar hain
Pata nahi kaun yaha apne paraye hain
Kisi ka bharosa nahi sab dhokebaaz
In dhokebaazo se bhi humne rishte nibhaye hain
Waqt badla badalte yaha log dekhe
Muh pe taarife aur peeth piche bhaukte ye
Sab saath lekin khaas nahi koi yaha
Khaas jo the log ab paas nahi koi yaha
Suna zindagi ye rukti nahi
Chale jaane se kisi ke kabhi tutti nahi
Aise dil se main likha karu geet
Tabhi meri sangeet kabhi mujhse yu rooth ti nahi hain
Mujhe umeed kabhi na kabhi aawam mere
Likhe hue geeto ko samjhegi
Kabhi na kabhi to ye haalate bhi sudhregi
Kaale andheron ki raate ye guzregi
Mujhko talash aayega naya sawera
Mujhe Dikhe maa ne rakha jo umeed wala chehra
Rishtedaar puche kaha lagi naukri sarkaari
Aage badhne se rokte koi saath nahi de raha
Khair kuch na kuch to sabkuch hi seekhata hai
Kaun apna paraya batata hain
Wo na dost jo ki dosti jatata ho
Khoya maine sab tabhi sab mujhe aata hain
Maine dekhe mere aise aise din
Jab umeed maine khoyi kaise aage main badhunga
Meri jaan mere pyaar ne umeed hai dikhayi
Main jo kuch na karunga tab bhi boht kuch karunga
Babe itna bharosa bhi sahi hai kya
Wo deti haske jawab kaise nahi hoga
Main bolu haar gaya fir kya karogi
Wo bole mujhe saath tere haarne na dungi
Mujhe parwah nahi kaun saath hai mere
Zaruri jo mujhko bas unki fikar hain
Jo apne hai mere wo saath hai dete
Aur gaano mein mera bas unka zikar hain
Main jeetunga ek din ye sabko pata hain
Tabhi maine rakha saalo se sabar hain
Main likhta jo gaaney wo sabki zubaan pe
Main mar bhi gaya to ye gaaney amar hain
Mujhe parwah nahi kaun saath hai mere
Zaruri jo mujhko bas unki fikar hain
Jo apne hai mere wo saath hai dete
Aur gaano mein mera bas unka zikar hain
Main jeetunga ek din ye sabko pata hain
Tabhi maine rakha saalo se sabar hain
Main likhta jo gaaney wo sabki zubaan pe
Main mar bhi gaya to ye gaaney amar hain