Gaaney banate hum aisa ke remix me baje to launde nacha denge
Melody nahi hai is beat pe phir bhi ja bajenge kuch to suna denge
Ye ladke bas shabdo se kartab hai karte aur kartab hi karte reh jayenge
Hum aage the tumse haa kal bhi aur kal bhi ye legend hi mujhko bulayenge
Kadwa lagega ye gaana un bando ko haal hi filhaal jinhe shauk chadha rap ka
Bhai tera baje jab beat pe to kaan faad deta old school ka ya trap ka
Janta nahi mujhko jo sheher me studio wala aisa koi bhi banda nahi aur
Jaanta nahi mujhko to samajh lo banda wo music karne wala banda nahi
Baccho ke liye ye gaana nahi sunna mat kyu ki hai gaaney mere drugs addiction
Kuch bande sunte hai mujhko kayi saalo se maante mujhko jaise superstitions superman
Life hai to feel karu high kabhi low kabhi
Mile mujhe launde bole sir kabhi bro kabhi
Race hai ye aata kabhi first kabhi last kabhi
Ruka nahi saans abhi bhag
Karu mehnat azmata nahi luck
Sar pe hai rehmat khuda ka beshak
Beat deti feel kyu ki main lekhak
Is baat pe tum rakhna kabhi na koi shaq