Kahi jo galtiyaan kuch mujhse ho gayi kabhi to
Kar dena tum usko baby maaf
Par na chorr na tum haath
Haa maana zid ke aage dikhta nahi mujhko kuch bhi
Par baby ye dil hai mera saad
Bas na chorr na tum haath
Kis kadar hai tumse pyaar tumko
Yaa fir kehde tumko sabkuch
Hum to bas hai tumko chahe yeah
They call me rude par tumko aisa lagta nahi
Boht aage peeche inko tere aage rakhta nahi
Tum to mujhko jaante ho baby I am storyteller
Jo kehta feel karta yu hi kuch bhi likhta nahi
Jab mere paas nahi tha kuch bhi tab the saath tum
Aaj bhi kya paas mere phir bhi mere saath tum
Tabhi to main hu khoya tujhme mai hu tujhe gum
Chahiye na kuch zaruri tumko main aur mujhko tum
Ye log humko dekh kar hai lete seekh kaise
Ek dusre se hai nibhaye jaate rishte
Naa dur kar sake hai koi tumko mujhse
Chahe karle jitni koshish sunaake jhuthe kisse
Haa maine dekhe aise din kayi jo aasani se
Hoti nahi paar agar jo saath tum naa hote
Haa maine dekhe aise log bhi jinhe naa parwah teri
Jab zarurat hoti chorr jaate rote
Meri wajah se kaafi din bure bhi dekhe tumne
Galtiyon pe mere tumne kuch nahi kaha kabhi bhi
Akele bhi saha hai tumne boht kuch
Jab tha rehna tere saath main raha nahi hu tab kabhi bhi
Kahi jo galtiyaan kuch mujhse ho gayi kabhi to
Kar dena tum usko baby maaf
Par na chorr na tum haath
Haa maana zid ke aage dikhta nahi mujhko kuch bhi
Par baby ye dil hai mera saad
Bas na chorr na tum haath